Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat, Urdu Ghazal By M S Rahi

Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, M S Rahi. Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نفرت کی حقارت کی عداوت کی ہوئی بات

ایم۔ ایس۔ راہی

نفرت کی حقارت کی عداوت کی ہوئی بات

اب تک نہ ہوئی ان سے محبت کی کوئی بات

اچھی نہ لگی ان کو شرافت کی کھری بات

جتنی بھی ہوئی ان سے شرارت کی لگی بات

ہے آج نئے دور میں طاقت کی نئی بات

ہمت کی کئی بات شجاعت کی کئی بات

کرتا ہی نہیں کوئی متانت کی کبھی بات

ہوتی ہے فقط طنز و ظرافت کی ابھی بات

جو شخص نہ سمجھے ہے حقیقت کی کوئی بات

نا سمجھی میں کرتا ہے کرامت کی وہی بات

راہیؔ ہو نیابت سے بغاوت کی کجی بات

ہوتی ہے امامت سے ندامت کی بڑی بات

ایم۔ ایس۔ راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat

M S Rahi

nafrat ki hiqarat ki adawat ki hui baat
ab tak na hui un se mohabbat ki koi baat

achchhi na lagi un ko sharafat ki khari baat
jitni bhi hui un se shararat ki lagi baat

hai aaj nae daur mein taqat ki nai baat
himmat ki kai baat shujaat ki kai baat

karta hi nahin koi matanat ki kabhi baat
hoti hai faqat tanz-o-zarafat ki abhi baat

jo shaKHs na samjhe hai haqiqat ki koi baat
na-samjhi mein karta hai karamat ki wahi baat

'rahi' ho niyabat se baghawat ki kaji baat
hoti hai imamat se nadamat ki baDi baat

(386) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat written by M S Rahi at UrduPoint. Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat is one of the masterpieces written by M S Rahi. You can also find the complete poetry collection of M S Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of M S Rahi' above.

Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nafrat Ki Hiqarat Ki Adawat Ki Hui Baat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.