Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai, Urdu Ghazal By M Usman Shakir

Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, M Usman Shakir. Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بازگشت بو اے ہوا اس گلی کی ہے

محمد عثمان شاکر

یہ بازگشت بو اے ہوا اس گلی کی ہے

نیندیں اجاڑنے کی صدا اس گلی کی ہے

گو کہ ہمارا دل بھی تھا لٹنے میں پیش پیش

لیکن تباہیوں میں خطا اس گلی کی ہے

اس کو غم حیات سے مل جائے کنارہ

جس کے مقدروں میں دعا اس گلی کی ہے

شام و سحر وہ جلوہ نما ہوتی ہے ایسے

جیسے کہ وہ ہی لڑکی خدا اس گلی کی ہے

محمد عثمان شاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai

M Usman Shakir

ye bazgasht-e-bu ai hawa us gali ki hai
ninden ujaDne ki sada us gali ki hai

go ki hamara dil bhi tha luTne mein pesh pesh
lekin tabahiyon mein KHata us gali ki hai

us ko gham-e-hayat se mil jae kinara
jis ke muqaddaron mein dua us gali ki hai

sham-o-sahar wo jalwa-numa hoti hai aise
jaise ki wo hi laDki KHuda us gali ki hai

(591) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai written by M Usman Shakir at UrduPoint. Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai is one of the masterpieces written by M Usman Shakir. You can also find the complete poetry collection of M Usman Shakir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of M Usman Shakir' above.

Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bazgasht-e-bu Ai Hawa Us Gali Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.