Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai, Urdu Ghazal By Mahaveer Parshad Anjum

Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahaveer Parshad Anjum. Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قیام عمر رواں کا مسافرانہ ہے

مہاویر پرشاد انجم

قیام عمر رواں کا مسافرانہ ہے

جہاں میں رہتے ہیں جب تک کہ آب و دانہ ہے

عبث غرور ہے توفیق خیر پر زاہد

یہ اس کی رحمت و بخشش کا اک بہانہ ہے

مجھے ریاضت و طاعت پر اعتماد نہیں

سر نیاز مرا تیرا آستانہ ہے

فنا ہی کا ہے بقا نام دوسرا انجمؔ

نفس کی آمد و شد موت کا ترانہ ہے

مہاویر پرشاد انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai

Mahaveer Parshad Anjum

qayam umr-e-rawan ka musafirana hai
jahan mein rahte hain jab tak ki aab-o-dana hai

abas ghurur hai taufiq-e-KHair par zahid
ye us ki rahmat-o-baKHshish ka ek bahana hai

mujhe riyazat-o-taat par e'timad nahin
sar-e-niyaz mera tera aastana hai

fana hi ka hai baqa nam dusra 'anjum'
nafas ki aamad-o-shud maut ka tarana hai

(486) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai written by Mahaveer Parshad Anjum at UrduPoint. Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai is one of the masterpieces written by Mahaveer Parshad Anjum. You can also find the complete poetry collection of Mahaveer Parshad Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahaveer Parshad Anjum' above.

Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qayam Umr-e-rawan Ka Musafirana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.