Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe, Urdu Ghazal By Mahboob Anwar

Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahboob Anwar. Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سنگ و شیشہ در و دیوار کے چہرے دیکھے

محبوب انور

سنگ و شیشہ در و دیوار کے چہرے دیکھے

ہم نے اکثر رسن و دار کے چہرے دیکھے

خود ہتھیلی پہ اٹھائے ہوئے اپنے سر کو

سر پہ لٹکی ہوئی تلوار کے چہرے دیکھے

اپنے بے چہرہ تبسم کو مقید کر کے

ہم نے یوسف کے خریدار کے چہرے دیکھے

قتل خود کو کئی قسطوں میں کیا ہے ہم نے

قاتلوں میں بھی اگر پیار کے چہرے دیکھے

ہم نے یادوں کے دوراہے پہ صدا میں گھر کر

کبھی دشمن کبھی غم خوار کے چہرے دیکھے

تشنگی لب پہ سمیٹے ہوئے صحرا کی طرح

ہم نے ساقیٔ طرحدار کے چہرے دیکھے

آفتابوں سے بھرے شہر میں کجلائے ہوئے

ہم نے پھر صبح کے آثار کے چہرے دیکھے

سادے اوراق پہ بکھرا کے خود اپنا ہی وجود

ہم نے اپنے دل بے کار کے چہرے دیکھے

محبوب انور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe

Mahboob Anwar

sang-o-shisha dar-o-diwar ke chehre dekhe
hum ne aksar rasan-o-dar ke chehre dekhe

KHud hatheli pe uThae hue apne sar ko
sar pe laTki hui talwar ke chehre dekhe

apne be-chehra tabassum ko muqayyad kar ke
hum ne yusuf ke KHaridar ke chehre dekhe

qatl KHud ko kai qiston mein kiya hai hum ne
qatilon mein bhi agar pyar ke chehre dekhe

hum ne yaadon ke dorahe pe sada mein ghir kar
kabhi dushman kabhi gham-KHwar ke chehre dekhe

tishnagi lab pe sameTe hue sahra ki tarah
hum ne saqi-e-tarahdar ke chehre dekhe

aaftabon se bhare shahr mein kajlae hue
hum ne phir subh ke aasar ke chehre dekhe

sade auraq pe bikhra ke KHud apna hi wajud
hum ne apne dil-e-be-kar ke chehre dekhe

(535) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe written by Mahboob Anwar at UrduPoint. Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe is one of the masterpieces written by Mahboob Anwar. You can also find the complete poetry collection of Mahboob Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahboob Anwar' above.

Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sang-o-shisha Dar-o-diwar Ke Chehre Dekhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.