Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Mahboob Zafar

Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahboob Zafar. Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم اپنی فکر کو بے شک اڑان میں رکھنا

محبوب ظفر

تم اپنی فکر کو بے شک اڑان میں رکھنا

زمین بوس عمارت بھی دھیان میں رکھنا

نگاہ پڑنے نہ پائے یتیم بچوں کی

ذرا چھپا کے کھلونے دکان میں رکھنا

ہمیں تو اہل سیاست نے یہ بتایا ہے

کسی کا تیر کسی کی کمان میں رکھنا

ہوائیں تیز بہت ہیں یہ چاہتوں کے دیے

ذرا سنبھال کے اپنے مکان میں رکھنا

جدید عہد کے مقروض ہیں مرے بچے

مرے خدا انہیں اپنی امان میں رکھنا

تمہارا رنگ سخن کوئی بھی رہے محبوبؔ

غزل کا ذائقہ اپنی زبان میں رکھنا

محبوب ظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna

Mahboob Zafar

tum apni fikr ko be-shak uDan mein rakhna
zamin-bos imarat bhi dhyan mein rakhna

nigah paDne na pae yatim bachchon ki
zara chhupa ke khilaune dukan mein rakhna

hamein to ahl-e-siyasat ne ye bataya hai
kisi ka tir kisi ki kaman mein rakhna

hawaen tez bahut hain ye chahaton ke diye
zara sambhaal ke apne makan mein rakhna

jadid ahd ke maqruz hain mere bachche
mere KHuda unhen apni aman mein rakhna

tumhaara rang-e-suKHan koi bhi rahe 'mahbub'
ghazal ka zaiqa apni zaban mein rakhna

(439) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna written by Mahboob Zafar at UrduPoint. Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Mahboob Zafar. You can also find the complete poetry collection of Mahboob Zafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahboob Zafar' above.

Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Apni Fikr Ko Be-shak UDan Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.