Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai, Urdu Ghazal By Mahender Kumar Sani

Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahender Kumar Sani. Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صدا و خامشی کے درمیاں ٹھہرتا ہے

مہندر کمار ثانی

صدا و خامشی کے درمیاں ٹھہرتا ہے

ترا خیال سخن میں کہاں ٹھہرتا ہے

ہماری قید ہمارے اسی خیال سے ہے

ہمارے راستے میں اک مکاں ٹھہرتا ہے

روش روش جو ہے پیدا نظر کے سامنے وہ

ذرا سا دیکھنے پر سب نہاں ٹھہرتا ہے

اگر وہ وصل کا لمحہ ہمیں میسر ہو

تو سارا عشق ہی کار زیاں ٹھہرتا ہے

ٹھہر کے دیکھ گھڑی بھر کے واسطے ثانیؔ

مقام کیا ہے جہاں یہ جہاں ٹھہرتا ہے

مہندر کمار ثانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai

Mahender Kumar Sani

sada-o-KHamshi ke darmiyan Thaharta hai
tera KHayal suKHan mein kahan Thaharta hai

hamari qaid hamare isi KHayal se hai
hamare raste mein ek makan Thaharta hai

rawish rawish jo hai paida nazar ke samne wo
zara sa dekhne par sab nihan Thaharta hai

agar wo wasl ka lamha hamein mayassar ho
to sara ishq hi kar-e-ziyan Thaharta hai

Thahar ke dekh ghaDi-bhar ke waste 'sani'
maqam kya hai jahan ye jahan Thaharta hai

(599) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai written by Mahender Kumar Sani at UrduPoint. Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai is one of the masterpieces written by Mahender Kumar Sani. You can also find the complete poetry collection of Mahender Kumar Sani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahender Kumar Sani' above.

Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sada-o-KHamshi Ke Darmiyan Thaharta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.