Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai, Urdu Ghazal By Mahender Kumar Sani

Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahender Kumar Sani. Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ خاموشی مرے کمرے میں کس آواز کی ہے

مہندر کمار ثانی

یہ خاموشی مرے کمرے میں کس آواز کی ہے

کہیں یوں تو نہیں تو بات کرنا چاہتی ہے

وہ کیا شے ہے جسے میں ڈھونڈتا ہوں خود سے باہر

یہیں گھر میں کوئی اک شے بھلا رکھی ہوئی ہے

میں تنہائی کو اپنا ہم سفر کیا مان بیٹھا

مجھے لگتا ہے میرے ساتھ دنیا چل رہی ہے

کبھی دیوار لگتی ہے مجھے یہ ساری وسعت

کبھی دیکھوں اسی دیوار میں کھڑکی کھلی ہے

اترتے جا رہے ہیں رنگ دیواروں سے ثانی

یہ پرچھائیں سی کیا شے ہے جو ان پر رینگتی ہے

مہندر کمار ثانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai

Mahender Kumar Sani

ye KHamoshi mere kamre mein kis aawaz ki hai
kahin yun to nahin tu baat karna chahti hai

wo kya shai hai jise main DhunDta hun KHud se bahar
yahin ghar mein koi ek shai bhula rakkhi hui hai

main tanhai ko apna ham-safar kya man baiTha
mujhe lagta hai mere sath duniya chal rahi hai

kabhi diwar lagti hai mujhe ye sari wusat
kabhi dekhun isi diwar mein khiDki khuli hai

utarte ja rahe hain rang diwaron se sani
ye parchhain si kya shai hai jo in par rengti hai

(692) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai written by Mahender Kumar Sani at UrduPoint. Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai is one of the masterpieces written by Mahender Kumar Sani. You can also find the complete poetry collection of Mahender Kumar Sani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahender Kumar Sani' above.

Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye KHamoshi Mere Kamre Mein Kis Aawaz Ki Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.