Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun, Urdu Ghazal By Mahendra Partap Chand

Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahendra Partap Chand. Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اشعار کی تخلیق میں جلتا ہے جگر کیوں

مہندر پرتاپ چاند

اشعار کی تخلیق میں جلتا ہے جگر کیوں

یا رب مجھے بخشا ہے یہ جاں سوز ہنر کیوں

غم عشق کی سوغات ہے سینے سے لگا لے

پھولوں کی تمنا ہے تو کانٹوں سے حذر کیوں

کچھ حد سے سوا ہیں مرے غم خوار وگرنہ

رہتی ہے مرے حال پہ یاروں کی نظر کیوں

کل جس کو سر آنکھوں پر بٹھاتا تھا زمانہ

بیٹھا ہے سر راہ وہ اب خاک بسر کیوں

عارض کے گلابوں پہ اداسی کی یہ شبنم

نمناک ہیں آنکھیں تری آج اے گل تر کیوں

پھر کون گیا پچھلے پہر بزم سے اٹھ کر

پھر سوگ کا عالم ہے یہ ہنگام سحر کیوں

پتھر کے سوا چاندؔ یہاں کچھ نہ ملے گا

بیٹھا ہے سجائے ہوئے شیشوں کا تو گھر کیوں

مہندر پرتاپ چاند

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun

Mahendra Partap Chand

ashaar ki taKHliq mein jalta hai jigar kyun
yarab mujhe baKHsha hai ye jaan-soz hunar kyun

gham ishq ki saughat hai sine se laga le
phulon ki tamanna hai to kanTon se hazar kyun

kuchh had se siwa hain mere gham-KHwar wagarna
rahti hai mere haal pe yaron ki nazar kyun

kal jis ko sar aankhon par biThata tha zamana
baiTha hai sar-e-rah wo ab KHak-basar kyun

aariz ke gulabon pe udasi ki ye shabnam
namnak hain aankhen teri aaj ai gul-e-tar kyun

phir kaun gaya pichhle pahar bazm se uTh kar
phir sog ka aalam hai ye hangam-e-sahar kyun

patthar ke siwa 'chand' yahan kuchh na milega
baiTha hai sajae hue shishon ka tu ghar kyun

(731) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun written by Mahendra Partap Chand at UrduPoint. Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun is one of the masterpieces written by Mahendra Partap Chand. You can also find the complete poetry collection of Mahendra Partap Chand by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahendra Partap Chand' above.

Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ashaar Ki TaKHliq Mein Jalta Hai Jigar Kyun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.