Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar, Urdu Ghazal By Mahfooz Asar

Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahfooz Asar. Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی کمی ہے بہت تجھ میں دیکھ ایسا کر

محفوظ اثر

ابھی کمی ہے بہت تجھ میں دیکھ ایسا کر

کسی بزرگ کے سائے میں روز بیٹھا کر

شعاع مہر بصارت کو چھین لیتی ہے

نظر اٹھا کے نہ سورج کی سمت دیکھا کر

مجھے یقیں ہے کہ جا کر بھی لوٹ آئے گا

ہزار بار بچھڑنے کا تو ارادہ کر

چمک رہے ہیں اندھیرے میں کانچ کے ٹکڑے

تجھے دکھائی نہ دیں گے ذرا اجالا کر

بجا کہ حصۂ حق بھی نہ مل سکا لیکن

اثرؔ اداس نہ ہو اپنا دل کشادہ کر

محفوظ اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar

Mahfooz Asar

abhi kami hai bahut tujh mein dekh aisa kar
kisi buzurg ke sae mein roz baiTha kar

shua-e-mahr basarat ko chhin leti hai
nazar uTha ke na suraj ki samt dekha kar

mujhe yaqin hai ki ja kar bhi lauT aaega
hazar bar bichhaDne ka tu irada kar

chamak rahe hain andhere mein kanch ke TukDe
tujhe dikhai na denge zara ujala kar

baja ki hissa-e-haq bhi na mil saka lekin
'asar' udas na ho apna dil kushada kar

(666) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar written by Mahfooz Asar at UrduPoint. Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar is one of the masterpieces written by Mahfooz Asar. You can also find the complete poetry collection of Mahfooz Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahfooz Asar' above.

Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Kami Hai Bahut Tujh Mein Dekh Aisa Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.