Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha, Urdu Ghazal By Mahfooz Asar

Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahfooz Asar. Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تلاش یار میں گزری ہے زندگی تنہا

محفوظ اثر

تلاش یار میں گزری ہے زندگی تنہا

بھٹک رہا ہوں اندھیروں میں آج بھی تنہا

وہاں تو سانس بھی لینا عذاب لگتا ہے

سسک رہی ہو جہاں کوئی زندگی تنہا

اکیلا میں ہی نہیں ہوں اسیر‌ ظلمت غم

بجھا بجھا ہے اندھیروں میں چاند بھی تنہا

تمام چاند ستاروں کا نور ایک طرف

اور ایک سمت ہے سورج کی روشنی تنہا

مرے خلوص میں شاید کمی ہے کچھ ورنہ

مجھی سے کرتے ہیں کیوں لوگ دشمنی تنہا

کسی کی زلف کا سایہ تلاش کر ورنہ

اثرؔ گزر نہ سکے گی یہ زندگی تنہا

محفوظ اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha

Mahfooz Asar

talash-e-yar mein guzri hai zindagi tanha
bhaTak raha hun andheron mein aaj bhi tanha

wahan to sans bhi lena azab lagta hai
sisak rahi ho jahan koi zindagi tanha

akela main hi nahin hun asir-e-zulmat-e-gham
bujha bujha hai andheron mein chand bhi tanha

tamam chand sitaron ka nur ek taraf
aur ek samt hai suraj ki raushni tanha

mere KHulus mein shayad kami hai kuchh warna
mujhi se karte hain kyun log dushmani tanha

kisi ki zulf ka saya talash kar warna
'asar' guzar na sakegi ye zindagi tanha

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha written by Mahfooz Asar at UrduPoint. Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha is one of the masterpieces written by Mahfooz Asar. You can also find the complete poetry collection of Mahfooz Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahfooz Asar' above.

Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Talash-e-yar Mein Guzri Hai Zindagi Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.