Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate, Urdu Ghazal By Mahir Abdul Hayee

Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahir Abdul Hayee. Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجیب دور ہے اہل ہنر نہیں آتے

ماہر عبدالحی

عجیب دور ہے اہل ہنر نہیں آتے

پدر کا علم لئے اب پسر نہیں آتے

ہوا کے جھونکے بھی لے کر خبر نہیں آتے

جو گھر سے جاتے ہیں پھر لوٹ کر نہیں آتے

ہزار شاخ تمنا کی دیکھ بھال کرو

یہ شاخ وہ ہے کہ جس پر ثمر نہیں آتے

سمجھ سکیں گے نہ میری گزر بسر کو حضور

سنہرے تخت سے جب تک اتر نہیں آتے

ہم ان کی سمت چلیں کس طرح سے میلوں میل

ہماری سمت جو بالشت بھر نہیں آتے

جناب شیخ کے حجرے سے دور ہی رہئے

فرشتے آتے ہیں اس میں بشر نہیں آتے

سوال ہی نہ تھا دشمن کی فتح یابی کا

ہماری صف میں منافق اگر نہیں آتے

نہ جانے کس کی نظر لگ گئی زمانے کو

کہ پھول چہرے شگفتہ نظر نہیں آتے

وہ دن گئے کہ کوئی خواب ہم کو تڑپائے

اب ایسے خواب ہمیں رات بھر نہیں آتے

ہم ان کی راہ میں آنکھیں بچھائیں کیوں ماہرؔ

جو آسماں سے سر رہ گزر نہیں آتے

ماہر عبدالحی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate

Mahir Abdul Hayee

ajib daur hai ahl-e-hunar nahin aate
pidar ka ilm liye ab pisar nahin aate

hawa ke jhonke bhi le kar KHabar nahin aate
jo ghar se jate hain phir lauT kar nahin aate

hazar shaKH-e-tamanna ki dekh-bhaal karo
ye shaKH wo hai ki jis par samar nahin aate

samajh sakenge na meri guzar-basar ko huzur
sunahre taKHt se jab tak utar nahin aate

hum un ki samt chalen kis tarah se milon-mil
hamari samt jo baalisht-bhar nahin aate

janab-e-shaiKH ke hujre se dur hi rahiye
farishte aate hain is mein bashar nahin aate

sawal hi na tha dushman ki fath-yabi ka
hamari saf mein munafiq agar nahin aate

na jaane kis ki nazar lag gai zamane ko
ki phul chehre shagufta nazar nahin aate

wo din gae ki koi KHwab hum ko taDpae
ab aise KHwab hamein raat-bhar nahin aate

hum un ki rah mein aankhen bichhaen kyun 'mahir'
jo aasman se sar-e-rah-guzar nahin aate

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate written by Mahir Abdul Hayee at UrduPoint. Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate is one of the masterpieces written by Mahir Abdul Hayee. You can also find the complete poetry collection of Mahir Abdul Hayee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahir Abdul Hayee' above.

Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajib Daur Hai Ahl-e-hunar Nahin Aate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.