ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet, Urdu Ghazal By Mahir Abdul Hayee

ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahir Abdul Hayee. ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم پر رکھتا ہے مرہم آسماں نشتر سمیت

ماہر عبدالحی

زخم پر رکھتا ہے مرہم آسماں نشتر سمیت

امن کا پیغام دیتی ہے ہوا خنجر سمیت

جب مرے ہمدرد نے بے دست و پا دیکھا مجھے

لے گیا میرے سمندر سے صدف گوہر سمیت

چار جانب آگ بھڑکائی گئی اس طور سے

اہل بینش کی نظر بھی جل گئی منظر سمیت

آسماں کی چھت زمیں کا فرش بخشتا جائے گا

گھر اجاڑے جائیں گے بنیاد کے پتھر سمیت

تیز رفتاری نے دنیا کی اڑایا یہ غبار

ہر سماں دھندلا گیا اس آئنہ پیکر سمیت

جل رہے ہیں جو لہو سے ان دیوں کے سامنے

ہار بیٹھے ہیں پرستاران شب صرصر سمیت

دیکھنا یہ آنسوؤں کی چند بوندوں کا کمال

لہلہا اٹھی ہے پتھریلی زمیں بنجر سمیت

میں نے تیرا نام لے کر جب رکھا تکیے پہ سر

سارا کمرہ خوشبوؤں سے بھر گیا بستر سمیت

مرغ کم ہمت فضائے بیکراں ہوتے ہوئے

آشیانے تک رہا محدود بال و پر سمیت

کل زمیں میرے مقابل وزن میں ہلکی پڑی

مجھ کو جب رکھا گیا پلرے میں چشم تر سمیت

اس تہی دستی میں ماہرؔ آبرو کا کیا سوال

ہم گنوا بیٹھے ہیں دستار فضیلت سر سمیت

ماہر عبدالحی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet

Mahir Abdul Hayee

zaKHm par rakhta hai marham aasman nashtar samet
amn ka paigham deti hai hawa KHanjar samet

jab mere hamdard ne be-dast-o-pa dekha mujhe
le gaya mere samundar se sadaf gauhar samet

chaar-jaanib aag bhaDkai gai is taur se
ahl-e-binash ki nazar bhi jal gai manzar samet

aasman ki chhat zamin ka farsh baKHshta jaega
ghar ujaDe jaenge buniyaad ke patthar samet

tez raftari ne duniya ki uDaya ye ghubar
har saman dhundla gaya us aaina-paikar samet

jal rahe hain jo lahu se un diyon ke samne
haar baiThe hain parastran-e-sarsar sarsar samet

dekhna ye aansuon ki chand bundon ka kamal
lahlha uThi hai pathrili zamin banjar samet

main ne tera nam le kar jab rakha takiye pe sar
sara kamra KHushbuon se bhar gaya bistar samet

murgh-e-kam-himmat faza-e-be-karan hote hue
aashiyane tak raha mahdud baal-o-par samet

kal zamin mere muqabil wazn mein halki paDi
mujh ko jab rakkha gaya palre mein chashm-e-tar samet

is tahi dasti mein 'mahir' aabru ka kya sawal
hum ganwa baiThe hain dastar-e-fazilat sar samet

(593) ووٹ وصول ہوئے

You can read ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet written by Mahir Abdul Hayee at UrduPoint. ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet is one of the masterpieces written by Mahir Abdul Hayee. You can also find the complete poetry collection of Mahir Abdul Hayee by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahir Abdul Hayee' above.

ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Par Rakhta Hai Marham Aasman Nashtar Samet, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.