Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Mahir Chandpuri

Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahir Chandpuri. Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار میں بھی چمن اجنبی لگے ہے مجھے

ماہر چاند پوری

بہار میں بھی چمن اجنبی لگے ہے مجھے

ہر ایک پھول میں مردہ دلی لگے ہے مجھے

ہر ایک بات کا ان کی یقین کرتا ہوں

ہر ایک بات میں سنجیدگی لگے ہے مجھے

بجھا بجھا سا یہ سبزہ بجھا بجھا سا چاند

بڑی عجیب سی یہ زندگی لگے ہے مجھے

ترے خیال کی جنت میں ہنس رہا ہوں میں

ترے بغیر بری زندگی لگے ہے مجھے

قدم قدم پہ یہ مڑ مڑ کے دیکھنا ماہرؔ

کسی نے جیسے کہ آواز دی لگے ہے مجھے

ماہر چاند پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe

Mahir Chandpuri

bahaar mein bhi chaman ajnabi lage hai mujhe
har ek phul mein murda-dili lage hai mujhe

har ek baat ka un ki yaqin karta hun
har ek baat mein sanjidgi lage hai mujhe

bujha bujha sa ye sabza bujha bujha sa chand
baDi ajib si ye zindagi lage hai mujhe

tere KHayal ki jannat mein hans raha hun main
tere baghair buri zindagi lage hai mujhe

qadam qadam pe ye muD muD ke dekhna 'mahir'
kisi ne jaise ki aawaz di lage hai mujhe

(446) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe written by Mahir Chandpuri at UrduPoint. Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Mahir Chandpuri. You can also find the complete poetry collection of Mahir Chandpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahir Chandpuri' above.

Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Mein Bhi Chaman Ajnabi Lage Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.