Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin, Urdu Ghazal By Mahir Chandpuri

Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahir Chandpuri. Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گمراہ کہہ رہے ہو مجھے یہ پتا نہیں

ماہر چاند پوری

گمراہ کہہ رہے ہو مجھے یہ پتا نہیں

یہ راہ وہ ہے جس میں کوئی نقش پا نہیں

میں ہوں قصوروار سزا دیجئے مجھے

میں یہ سمجھ رہا ہوں محبت خطا نہیں

جس روز بھی وہ سیر چمن کو نہ آ سکے

اس روز کوئی پھول چمن میں کھلا نہیں

معصومیت تو دیکھیے دل توڑنے کے بعد

وہ کہہ رہے ہیں کوئی ہماری خطا نہیں

ماہرؔ کیا ہے طنز کسی بے وفا نے آج

ایسے بھی لوگ ہیں جنہیں پاس وفا نہیں

ماہر چاند پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin

Mahir Chandpuri

gumrah kah rahe ho mujhe ye pata nahin
ye rah wo hai jis mein koi naqsh-e-pa nahin

main hun qusur-war saza dijiye mujhe
main ye samajh raha hun mohabbat KHata nahin

jis roz bhi wo sair-e-chaman ko na aa sake
us roz koi phul chaman mein khila nahin

masumiyat to dekhiye dil toDne ke baad
wo kah rahe hain koi hamari KHata nahin

'mahir' kiya hai tanz kisi bewafa ne aaj
aise bhi log hain jinhen pas-e-wafa nahin

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin written by Mahir Chandpuri at UrduPoint. Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin is one of the masterpieces written by Mahir Chandpuri. You can also find the complete poetry collection of Mahir Chandpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahir Chandpuri' above.

Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gumrah Kah Rahe Ho Mujhe Ye Pata Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.