Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai, Urdu Ghazal By Mahirul Qadri

Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahirul Qadri. Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس قیامت کی گھٹا چھائی ہے

ماہر القادری

کس قیامت کی گھٹا چھائی ہے

دل کی ہر چوٹ ابھر آئی ہے

درد بدنام تمنا رسوا

عشق رسوائی ہی رسوائی ہے

اس نے پھر یاد کیا ہے شاید

دل دھڑکنے کی صدا آئی ہے

زلف و رخسار کا منظر توبہ

شام اور صبح کی یکجائی ہے

ہم سے چھپ چھپ کے سنورنے والے

چشم آئینہ تماشائی ہے

دل تمنا سے ہے کتنا بے زار

ٹھوکریں کھا کے سمجھ آئی ہے

تم سے ماہرؔ کو نہیں کوئی گلہ

اس نے قسمت ہی بری پائی ہے

ماہر القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai

Mahirul Qadri

kis qayamat ki ghaTa chhai hai
dil ki har choT ubhar aai hai

dard badnam tamanna ruswa
ishq ruswai hi ruswai hai

us ne phir yaad kiya hai shayad
dil dhaDakne ki sada aai hai

zulf o ruKHsar ka manzar tauba
sham aur subh ki yakjai hai

hum se chhup chhup ke sanwarne wale
chashm-e-aina tamashai hai

dil tamanna se hai kitna be-zar
Thokaren kha ke samajh aai hai

tum se 'mahir' ko nahin koi gila
us ne qismat hi buri pai hai

(554) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai written by Mahirul Qadri at UrduPoint. Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai is one of the masterpieces written by Mahirul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Mahirul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahirul Qadri' above.

Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Qayamat Ki GhaTa Chhai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.