Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se, Urdu Ghazal By Mahmood Abdul Qadeer

Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Abdul Qadeer. Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہل سکے گا نہ دل اب کسی بہانے سے

محمود عبدالقدیر

بہل سکے گا نہ دل اب کسی بہانے سے

زمانہ ہم سے ہے بیزار ہم زمانے سے

جس آستانے پہ سجدے کو جا نہیں ملتی

بندھی ہے آس مری ایسے آستانے سے

ہر ایک دے نہیں سکتا ہے امتحان وفا

یہ وہ کڑی ہے جو اٹھتی نہیں اٹھانے سے

کوئی جلائے گا کیا سوختہ نصیبوں کو

کہ راکھ آگ پکڑتی نہیں جلانے سے

رلایا خون ہمیں اپنے ضبط گریہ نے

یہ کام اور بگڑتا گیا بنانے سے

تلاش کی گئی جس دم چمن میں بجلی کی

تو دستیاب ہوئی میرے آشیانے سے

دعائیں دیتے ہیں وابستگان درد فراق

غریب بچ گئے سرکار کے بچانے سے

صلائے عشق ہے یک در بگیر و محکم گیر

مجھے تو کام ہے صرف ان کے آستانے سے

قدیرؔ شام و سحر کی اسے بھلا کیا فکر

وظیفہ پاتا ہو جو غیب کے خزانے سے

محمود عبدالقدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se

Mahmood Abdul Qadeer

bahal sakega na dil ab kisi bahane se
zamana hum se hai bezar hum zamane se

jis aastane pe sajde ko ja nahin milti
bandhi hai aas meri aise aastane se

har ek de nahin sakta hai imtihan-e-wafa
ye wo kaDi hai jo uThti nahin uThane se

koi jalaega kya soKHta-nasibon ko
ki rakh aag pakaDti nahin jalane se

rulaya KHun hamein apne zabt-e-girya ne
ye kaam aur bigaDta gaya banane se

talash ki gai jis dam chaman mein bijli ki
to dastiyab hui mere aashiyane se

duaen dete hain wabastgan-e-dard-e-firaq
gharib bach gae sarkar ke bachane se

sala-e-ishq hai yak-dar-ba-gir-o-muhkam-gir
mujhe to kaam hai sirf un ke aastane se

'qadir' sham-o-sahar ki use bhala kya fikr
wazifa pata ho jo ghaib ke KHazane se

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se written by Mahmood Abdul Qadeer at UrduPoint. Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se is one of the masterpieces written by Mahmood Abdul Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Abdul Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Abdul Qadeer' above.

Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahal Sakega Na Dil Ab Kisi Bahane Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.