Hijr Mein Koi Aashna Na Hua, Urdu Ghazal By Mahmood Abdul Qadeer

Hijr Mein Koi Aashna Na Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Abdul Qadeer. Hijr Mein Koi Aashna Na Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hijr Mein Koi Aashna Na Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہجر میں کوئی آشنا نہ ہوا

محمود عبدالقدیر

ہجر میں کوئی آشنا نہ ہوا

غم مگر چھوڑ کر جدا نہ ہوا

آئنہ بھی یہ ان سے کہتا ہے

آپ سا کوئی دوسرا نہ ہوا

وائے قسمت وہ دیکھنے آئے

اور درد آج ہی سوا نہ ہوا

ہائے کب گھر کے آئے ہیں بادل

جب کہ قسمت میں میکدہ نہ ہوا

غم کا عادی بنا دیا مجھ کو

کیا یہ احسان آپ کا نہ ہوا

ہر نفس پر چراغ روشن ہے

یہ مرا دل بھی کیمیا نہ ہوا

حضرت عشق کی دعا ہے قدیرؔ

میں خدا سے کبھی جدا نہ ہوا

محمود عبدالقدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hijr Mein Koi Aashna Na Hua

Mahmood Abdul Qadeer

hijr mein koi aashna na hua
gham magar chhoD kar juda na hua

aaina bhi ye un se kahta hai
aap sa koi dusra na hua

wae qismat wo dekhne aae
aur dard aaj hi siwa na hua

hae kab ghir ke aae hain baadal
jab ki qismat mein mai-kada na hua

gham ka aadi bana diya mujh ko
kya ye ehsan aap ka na hua

har-nafas par charagh raushan hai
ye mera dil bhi kimiya na hua

hazrat-e-ishq ki dua hai 'qadir'
main KHuda se kabhi juda na hua

(449) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hijr Mein Koi Aashna Na Hua written by Mahmood Abdul Qadeer at UrduPoint. Hijr Mein Koi Aashna Na Hua is one of the masterpieces written by Mahmood Abdul Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Abdul Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Abdul Qadeer' above.

Hijr Mein Koi Aashna Na Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hijr Mein Koi Aashna Na Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.