Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai, Urdu Ghazal By Mahmood Alam

Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Alam. Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ابھی ذرا سی ہوا لگی ہے

محمود عالم

ابھی ذرا سی ہوا لگی ہے

ابھی محبت نہیں ہوئی ہے

کسی پہ مر کے ہے جینا سیکھا

جو جان دے دی تو جاں بچی ہے

جو میں نے پوچھا کہ عشق ہے کیا

وہ ہنس کے بولے یہ زندگی ہے

جو قلب کو زندگی نہ بخشے

وہ بندگی بھی کیا بندگی ہے

یوں علم معلوم کو نہ سمجھو

یہ علم معلوم کی نفی ہے

یہ عشق کی ہے نماز جس میں

نہ تو امام اور نہ مقتدی ہے

تمہاری مولا کی کھوج عالمؔ

یہ ہاتھ کنگن کو آرسی ہے

محمود عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai

Mahmood Alam

abhi zara si hawa lagi hai
abhi mohabbat nahin hui hai

kisi pe mar ke hai jina sikha
jo jaan de di to jaan bachi hai

jo main ne puchha ki ishq hai kya
wo hans ke bole ye zindagi hai

jo qalb ko zindagi na baKHshe
wo bandagi bhi kya bandagi hai

yun ilm malum ko na samjho
ye ilm malum ki nafi hai

ye ishq ki hai namaz jis mein
na to imam aur na muqtadi hai

tumhaari maula ki khoj 'alam'
ye hath kangan ko aarsi hai

(687) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai written by Mahmood Alam at UrduPoint. Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai is one of the masterpieces written by Mahmood Alam. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Alam' above.

Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Abhi Zara Si Hawa Lagi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.