ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein, Urdu Ghazal By Mahmood Alam

ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Alam. ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چیختے ہیں دیار راتوں میں

محمود عالم

چیختے ہیں دیار راتوں میں

لے لو راہ فرار راتوں میں

روز ہوتا ہے مقبرہ کمرہ

اور بستر مزار راتوں میں

دھڑکنیں گونجتی ہیں سینے میں

بڑھتا ہے اضطرار راتوں میں

میرے شیون پہ مسکراتا ہے

میرا پروردگار راتوں میں

تیرگی میرے دل میں خنجر سی

ہو رہی آر پار راتوں میں

نیند ہے لیس زیر کرنے کو

اور میں ہوشیار راتوں میں

میرے رونے سے سب ملک مجھ پر

ہو رہیں جاں نثار راتوں میں

بین کرتی ہیں حوریں سرہانے

میرے گرد مزار راتوں میں

کوئی تیری یہاں نہیں سنتا

اپنے رب کو پکار راتوں میں

محمود عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein

Mahmood Alam

chiKHte hain dayar raaton mein
le lo rah-e-farar raaton mein

roz hota hai maqbara kamra
aur bistar mazar raaton mein

dhaDkanen gunjti hain sine mein
baDhta hai iztirar raaton mein

mere shewan pe muskuraata hai
mera parwardigar raaton mein

tirgi mere dil mein KHanjar si
ho rahi aar-par raaton mein

nind hai lais zer karne ko
aur main hoshiyar raaton mein

mere rone se sab malak mujh par
ho rahen jaan-nisar raaton mein

bain karti hain huren sirhane
mere gird-e-mazar raaton mein

koi teri yahan nahin sunta
apne rab ko pukar raaton mein

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein written by Mahmood Alam at UrduPoint. ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein is one of the masterpieces written by Mahmood Alam. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Alam' above.

ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChiKHte Hain Dayar Raaton Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.