Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham, Urdu Ghazal By Mahmood Alam

Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Alam. Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے میری زیست کا سہارا غم

محمود عالم

ہے میری زیست کا سہارا غم

جو ملا ہے مجھے تمہارا غم

انبیا پر کتاب نازل کی

اور دل پر مرے اتارا غم

یار کا غم بھی یار ہوتا ہے

یار ہوتا نہیں خسارہ غم

حسن سولہ سنگھار کرتا ہے

اور کر آیا ہے اٹھارہ غم

قلب روشن اسی سے ہے عالمؔ

ہے تجلی کا استعارہ غم

محمود عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham

Mahmood Alam

hai meri zist ka sahaara gham
jo mila hai mujhe tumhaara gham

ambiya par kitab nazil ki
aur dil par mere utara gham

yar ka gham bhi yar hota hai
yar hota nahin KHasara gham

husn sola singhaar karta hai
aur kar aaya hai aThaarah gham

qalb raushan usi se hai 'alam'
hai tajalli ka istiara gham

(556) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham written by Mahmood Alam at UrduPoint. Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham is one of the masterpieces written by Mahmood Alam. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Alam' above.

Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Meri Zist Ka Sahaara Gham, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.