Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya, Urdu Ghazal By Mahmood Kazim

Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Kazim. Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پاسبان شہر چپ ہے وقت کیسا آ گیا

محمود کاظم

پاسبان شہر چپ ہے وقت کیسا آ گیا

توڑ کر دیوار و در بستی میں صحرا آ گیا

دوپہر کی دھوپ اور صحرا کوئی کیا ساتھ دے

ڈر کے جب خود میرے اندر میرا سایا آ گیا

آئنے میں بال اک چمکا مرے سر کا سفید

اڑ کے باہر صحن میں اک زرد پتا آ گیا

ابن آدم کا لہو سب کی بجھا دیتا ہے پیاس

جب کبھی پیاسا ہوا بستی میں دریا آ گیا

ہے وہی شاعر مری نظروں میں کاظمؔ کامیاب

لفظ کی تلوار پر جس کو کہ چلنا آ گیا

محمود کاظم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya

Mahmood Kazim

pasban-e-shahr chup hai waqt kaisa aa gaya
toD kar diwar-o-dar basti mein sahra aa gaya

dopahar ki dhup aur sahra koi kya sath de
Dar ke jab KHud mere andar mera saya aa gaya

aaine mein baal ek chamka mere sar ka safed
uD ke bahar sahn mein ek zard patta aa gaya

ibn-e-adam ka lahu sab ki bujha deta hai pyas
jab kabhi pyasa hua basti mein dariya aa gaya

hai wahi shair meri nazron mein 'kazim' kaamyab
lafz ki talwar par jis ko ki chalna aa gaya

(572) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya written by Mahmood Kazim at UrduPoint. Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya is one of the masterpieces written by Mahmood Kazim. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Kazim by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Kazim' above.

Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pasban-e-shahr Chup Hai Waqt Kaisa Aa Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.