Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin, Urdu Ghazal By Mahmood Rampuri

Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Rampuri. Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل سوز غم سے جلتا ہے لب پر فغاں نہیں

محمود رامپوری

دل سوز غم سے جلتا ہے لب پر فغاں نہیں

یہ آگ بھی نئی ہے کہ جس میں دھواں نہیں

دل میں وہ ضبط غم ہے کہ لب پر فغاں نہیں

منہ میں ہے وہ زبان کہ گویا زباں نہیں

اللہ رے بے خودی کہ مجھے خود شب فراق

کھلتا نہیں کہ درد کہاں ہے کہاں نہیں

پر باندھنے سے فائدہ فصل بہار میں

صیاد یہ قفس ہے مرا آشیاں نہیں

اردو زباں کا لطف گیا ساتھ داغؔ کے

محمودؔ اب وہ رنگ وہ طرز بیاں نہیں

محمود رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin

Mahmood Rampuri

dil soz-e-gham se jalta hai lab par fughan nahin
ye aag bhi nai hai ki jis mein dhuan nahin

dil mein wo zabt-e-gham hai ki lab par fughan nahin
munh mein hai wo zaban ki goya zaban nahin

allah-re be-KHudi ki mujhe KHud shab-e-firaq
khulta nahin ki dard kahan hai kahan nahin

par bandhne se faeda fasl-e-bahaar mein
sayyaad ye qafas hai mera aashiyan nahin

urdu zaban ka lutf gaya sath 'dagh' ke
'mahmud' ab wo rang wo tarz-e-bayan nahin

(738) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin written by Mahmood Rampuri at UrduPoint. Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin is one of the masterpieces written by Mahmood Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Rampuri' above.

Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Soz-e-gham Se Jalta Hai Lab Par Fughan Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.