Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya, Urdu Ghazal By Mahmood Rampuri

Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Rampuri. Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ظاہر فریب نرگس مستانہ ہو گیا

محمود رامپوری

ظاہر فریب نرگس مستانہ ہو گیا

کچھ ہوشیار اب دل دیوانہ ہو گیا

آنسو بھرے ہیں آنکھ میں اس مست حسن کی

لبریز کس کی عمر کا پیمانہ ہو گیا

اظہار عرض وصل یہ باتیں نہیں وہاں

اک حرف مدعا انہیں افسانہ ہو گیا

پہلے کہاں تھا اس دل بیتاب کا یہ حال

کمبخت اس کو دیکھ کے دیوانہ ہو گیا

ہمدم شریک کوئی برے وقت کا نہیں

جب دل سا دوست عشق میں بیگانہ ہو گیا

عشق بتاں میں خانۂ دل کا رہا یہ حال

کعبہ بنا کبھی کبھی بت خانہ ہو گیا

ہر مے پرست جامۂ کے خسروی میں تھا

لبریز جب شراب سے پیمانہ ہو گیا

کی میں نے عرض وصل تو بولے رقیب سے

کیا ہوشیار شخص تھا دیوانہ ہو گیا

محمودؔ ہے بتوں سے وفا کی تجھے امید

پتھر سمجھ پہ پڑ گئے دیوانہ ہو گیا

محمود رامپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya

Mahmood Rampuri

zahir fareb nargis-e-mastana ho gaya
kuchh hoshiyar ab dil-e-diwana ho gaya

aansu bhare hain aankh mein us mast-e-husn ki
labrez kis ki umr ka paimana ho gaya

izhaar-e-arz-e-wasl ye baaten nahin wahan
ek harf-e-muddaa unhen afsana ho gaya

pahle kahan tha us dil-e-betab ka ye haal
kambaKHt us ko dekh ke diwana ho gaya

hamdam sharik koi bure waqt ka nahin
jab dil sa dost ishq mein begana ho gaya

ishq-e-butan mein KHana-e-dil ka raha ye haal
kaba bana kabhi kabhi but-KHana ho gaya

har mai-parast jama-e-ke-khusrawi mein tha
labrez jab sharab se paimana ho gaya

ki main ne arz-e-wasl to bole raqib se
kya hoshiyar shaKHs tha diwana ho gaya

'mahmud' hai buton se wafa ki tujhe umid
patthar samajh pe paD gae diwana ho gaya

(494) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya written by Mahmood Rampuri at UrduPoint. Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya is one of the masterpieces written by Mahmood Rampuri. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Rampuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Rampuri' above.

Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zahir Fareb Nargis-e-mastana Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.