Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Mahmooda Gaziya

Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmooda Gaziya. Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم اس سے دوری بھی مت خواہ مخواہ میں رکھنا

محمودہ غازیہ

تم اس سے دوری بھی مت خواہ مخواہ میں رکھنا

بس احتیاط سی اک رسم و راہ میں رکھنا

تم اپنے رنگ نہاؤ تم اپنی موج اڑو

مگر ہماری وفا بھی نگاہ میں رکھنا

قبول گر نہ کرے وہ تو کیا ہمیں سر شام

گلاب محفل ظل الہٰ میں رکھنا

جو راس آئی اسے مسند شہی تو سنو

شکستہ چوڑیاں اب رزم گاہ میں رکھنا

بڑا عذاب ہے محمودہ غازیہؔ ہجرت

مرے خدا مجھے اپنی پناہ میں رکھنا

محمودہ غازیہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna

Mahmooda Gaziya

tum us se duri bhi mat KHwah-maKHwah mein rakhna
bas ehtiyat si ek rasm-o-rah mein rakhna

tum apne rang nahao tum apni mauj uDo
magar hamari wafa bhi nigah mein rakhna

qubul gar na kare wo to kya hamein sar-e-sham
gulab mahfil-e-zill-e-ilah mein rakhna

jo ras aai use masnad-e-shahi to suno
shikasta chuDiyan ab razm-gah mein rakhna

baDa azab hai mahmuda-'ghaziya' hijrat
mere KHuda mujhe apni panah mein rakhna

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna written by Mahmooda Gaziya at UrduPoint. Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Mahmooda Gaziya. You can also find the complete poetry collection of Mahmooda Gaziya by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmooda Gaziya' above.

Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Us Se Duri Bhi Mat KHwah-maKHwah Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.