Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai, Urdu Ghazal By Mahtab Alam

Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahtab Alam. Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

داغ سینہ مرکز تنویر ہے

مہتاب عالم

داغ سینہ مرکز تنویر ہے

دل کا چھالا چاند کی تصویر ہے

زندگی کیا ہے کوئی سمجھائے تو

خواب ہے یا خواب کی تعبیر ہے

چین سے زنداں میں بیٹھے اب جنوں

پاؤں میں چکر نہیں زنجیر ہے

پھونک دیں گی نفرتیں گھر آپ کا

نام دروازے پہ کیوں تحریر ہے

گھر کا اک نقشہ بنا لیتی ہے روز

یہ جو دل میں حسرت تعمیر ہے

ہم اماں پاتے تھے جس کے سائے میں

وہ شجر اب دھوپ کی تصویر ہے

کس کے وعدے پر کریں ہم اعتبار

کس کے ماتھے پہ وفا تحریر ہے

مہتاب عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai

Mahtab Alam

dagh-e-sina markaz-e-tanwir hai
dil ka chhaala chand ki taswir hai

zindagi kiya hai koi samjhae to
KHwab hai ya KHwab ki tabir hai

chain se zindan mein baiThe ab junun
panw mein chakkar nahin zanjir hai

phunk dengi nafraten ghar aap ka
nam darwaze pe kyun tahrir hai

ghar ka ek naqsha bana leti hai roz
ye jo dil mein hasrat-e-tamir hai

hum aman pate the jis ke sae mein
wo shajar ab dhup ki taswir hai

kis ke wade par karen hum e'tibar
kis ke mathe pe wafa tahrir hai

(741) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai written by Mahtab Alam at UrduPoint. Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai is one of the masterpieces written by Mahtab Alam. You can also find the complete poetry collection of Mahtab Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahtab Alam' above.

Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dagh-e-sina Markaz-e-tanwir Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.