Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai, Urdu Ghazal By Maikash Amrohvi

Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maikash Amrohvi. Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فاصلہ تجھ سے بڑھانے کے لئے سوچا ہے

میکش امروہوی

فاصلہ تجھ سے بڑھانے کے لئے سوچا ہے

اب تجھے دل سے بھلانے کے لئے سوچا ہے

جو نکلتا ہے کبھی جنگ میں تلواروں سے

ہم نے وہ گیت بھی گانے کے لئے سوچا ہے

آج کی رات کوئی کام نہیں ہے ہم کو

تیری تصویر جلانے کے لئے سوچا ہے

تو نے نفرت ہی کہاں دیکھی ہے دیوانوں کی

راہ میں خاک اڑانے کے لئے سوچا ہے

آج سے رسم بدل جائے گی میخانے کی

پینے والوں نے پلانے کے لئے سوچا ہے

ہم وہ درویش ہیں گھر بار لٹا کر اپنا

جب بھی سوچا ہے زمانے کے لئے سوچا ہے

میکش امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai

Maikash Amrohvi

fasla tujh se baDhane ke liye socha hai
ab tujhe dil se bhulane ke liye socha hai

jo nikalta hai kabhi jang mein talwaron se
hum ne wo git bhi gane ke liye socha hai

aaj ki raat koi kaam nahin hai hum ko
teri taswir jalane ke liye socha hai

tu ne nafrat hi kahan dekhi hai diwanon ki
rah mein KHak uDane ke liye socha hai

aaj se rasm badal jaegi maiKHane ki
pine walon ne pilane ke liye socha hai

hum wo darwesh hain ghar-bar luTa kar apna
jab bhi socha hai zamane ke liye socha hai

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai written by Maikash Amrohvi at UrduPoint. Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai is one of the masterpieces written by Maikash Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Maikash Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maikash Amrohvi' above.

Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fasla Tujhse BaDhane Ke Liye Socha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.