Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai, Urdu Ghazal By Maikash Nag Puri

Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maikash Nag Puri. Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں کے چاند ستاروں کو نیند آتی ہے

میکش ناگپوری

زمیں کے چاند ستاروں کو نیند آتی ہے

حیات بخش بہاروں کو نیند آتی ہے

ابھی چمن کا مقدر چمک نہیں سکتا

ابھی چمن کی بہاروں کو نیند آتی ہے

جنازہ اشکوں کا پلکوں کے دوش پر ہے ابھی

اسی لئے تو نظاروں کو نیند آتی ہے

نظام بزم گلستاں بدل گیا شاید

چمن کی گود میں خاروں کو نیند آتی ہے

اب انقلاب زمانہ کی فکر کون کرے

تری نگاہ کے ماروں کو نیند آتی ہے

نہ ڈوب جائے کہیں نبض زندگی میکشؔ

سحر کا وقت ہے تاروں کو نیند آتی ہے

میکش ناگپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai

Maikash Nag Puri

zamin ke chand-sitaron ko nind aati hai
hayat-baKHsh bahaaron ko nind aati hai

abhi chaman ka muqaddar chamak nahin sakta
abhi chaman ki bahaaron ko nind aati hai

janaza ashkon ka palkon ke dosh par hai abhi
isi liye to nazaron ko nind aati hai

nizam-e-bazm-e-gulistan badal gaya shayad
chaman ki god mein KHaron ko nind aati hai

ab inqilab-e-zamana ki fikr kaun kare
teri nigah ke maron ko nind aati hai

na Dub jae kahin nabz-e-zindagi 'maikash'
sahar ka waqt hai taron ko nind aati hai

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai written by Maikash Nag Puri at UrduPoint. Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai is one of the masterpieces written by Maikash Nag Puri. You can also find the complete poetry collection of Maikash Nag Puri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maikash Nag Puri' above.

Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ke Chand-sitaron Ko Nind Aati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.