Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho, Urdu Ghazal By Maisam Abaas

Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maisam Abaas. Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں چاہتا ہوں کہ جذبوں کی ترجمانی ہو

میثم عباس

میں چاہتا ہوں کہ جذبوں کی ترجمانی ہو

میں چاہتا ہوں کہ اظہار منہ زبانی ہو

میں چاہتا ہوں کہ ہر شے ہو دستیاب مجھے

میں چاہتا ہوں کہ دامن میں رائیگانی ہو

میں چاہتا ہوں ترے ساتھ زندگی گزرے

میں چاہتا ہوں کوئی اور بھی کہانی ہو

میں چاہتا ہوں بچھڑنے کا ڈر رہے ہم میں

میں چاہتا ہوں محبت میں بد گمانی ہو

میں چاہتا ہوں جدائی کا نام بھی نہ رہے

میں چاہتا ہوں کسی آنکھ میں نہ پانی ہو

میثم عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho

Maisam Abaas

main chahta hun ki jazbon ki tarjumani ho
main chahta hun ki izhaar munh-zabani ho

main chahta hun ki har shai ho dastiyab mujhe
main chahta hun ki daman mein raegani ho

main chahta hun tere sath zindagi guzre
main chahta hun koi aur bhi kahani ho

main chahta hun bichhaDne ka Dar rahe hum mein
main chahta hun mohabbat mein bad-gumani ho

main chahta hun judai ka nam bhi na rahe
main chahta hun kisi aankh mein na pani ho

(404) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho written by Maisam Abaas at UrduPoint. Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho is one of the masterpieces written by Maisam Abaas. You can also find the complete poetry collection of Maisam Abaas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maisam Abaas' above.

Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Chahta Hun Ki Jazbon Ki Tarjumani Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.