Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin, Urdu Ghazal By Majid Ali Kavish

Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Majid Ali Kavish. Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے وفا ہے با وفا ہے فیصلہ ہوتا نہیں

ماجد علی کاوش

بے وفا ہے با وفا ہے فیصلہ ہوتا نہیں

اس سے مل کر بھی حقیقت کا پتا ہوتا نہیں

جب چمکتی شاہراہیں سامنے موجود ہوں

مجھ سے پھر پگڈنڈیوں پر اکتفا ہوتا نہیں

درد کے رشتوں کی اپنی اک الگ ہے داستاں

فاصلہ ہوتا ہے پھر بھی فاصلہ ہوتا نہیں

پیشہ ور لوگوں سے کیا لیں زندگی پر تبصرہ

نیند اور خوابوں سے ان کا واسطہ ہوتا نہیں

گہما گہمی زندگی کی اف یہ رفتار جہاں

بیتے لمحوں کو دوبارہ سوچنا ہوتا نہیں

ماجد علی کاوش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin

Majid Ali Kavish

bewafa hai ba-wafa hai faisla hota nahin
us se mil kar bhi haqiqat ka pata hota nahin

jab chamakti shahrahen samne maujud hon
mujh se phir pagDanDiyon par iktifa hota nahin

dard ke rishton ki apni ek alag hai dastan
fasla hota hai phir bhi fasla hota nahin

pesha-war logon se kya len zindagi par tabsira
nind aur KHwabon se un ka wasta hota nahin

gahma-gahmi zindagi ki uf ye raftar-e-jahan
bite lamhon ko dobara sochna hota nahin

(655) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin written by Majid Ali Kavish at UrduPoint. Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin is one of the masterpieces written by Majid Ali Kavish. You can also find the complete poetry collection of Majid Ali Kavish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Majid Ali Kavish' above.

Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bewafa Hai Ba-wafa Hai Faisla Hota Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.