Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka, Urdu Ghazal By Makhmoor Bhopali

Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Makhmoor Bhopali. Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل ہے حریف پرتو حسن شباب کا

مخمور بھوپالی

دل ہے حریف پرتو حسن شباب کا

ذرہ بنا ہوا ہے جواب آفتاب کا

پھر ذکر آ گیا ہے عذاب و ثواب کا

لانا اٹھا کے وہ مرا ساغر شراب کا

ہر وہم بے ثبات ہے ہر مدعا خیال

یعنی یہ زندگی نہیں عالم ہے خواب کا

موسیٰ سمجھ رہے تھے تجلی کی جس کو موج

گوشہ سرک گیا تھا کسی کی نقاب کا

وہ ہیں کہ چاک کر بھی چکے عرض شوق کو

میں ہوں کہ منتظر ہوں ابھی تک جواب کا

مخمورؔ کوئی بھی نظر آتا نہیں حسیں

اللہ رے حوصلہ نگہ باریاب کا

مخمور بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka

Makhmoor Bhopali

dil hai harif partaw-e-husn-e-shabab ka
zarra bana hua hai jawab aaftab ka

phir zikr aa gaya hai azab-o-sawab ka
lana uTha ke wo mera saghar sharab ka

har wahm be-sabaat hai har muddaa KHayal
yani ye zindagi nahin aalam hai KHwab ka

musa samajh rahe the tajalli ki jis ko mauj
gosha sarak gaya tha kisi ki naqab ka

wo hain ki chaak kar bhi chuke arz-e-shauq ko
main hun ki muntazir hun abhi tak jawab ka

'maKHmur' koi bhi nazar aata nahin hasin
allah re hausla nigah-e-baryab ka

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka written by Makhmoor Bhopali at UrduPoint. Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka is one of the masterpieces written by Makhmoor Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Makhmoor Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Makhmoor Bhopali' above.

Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Hai Harif Partaw-e-husn-e-shabab Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.