Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas, Urdu Ghazal By Malika Afaq Zamani Begam

Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malika Afaq Zamani Begam. Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھرتی ہے یوں دعا مری شمع اثر کے آس پاس

ملکہ آفاق زمانی بیگم

پھرتی ہے یوں دعا مری شمع اثر کے آس پاس

جیسے چکور ہو کوئی شب کو قمر کے آس پاس

ترچھی نظر کے کھائے ہیں سینہ پہ تیر اس قدر

نام کو بھی جگہ نہیں قلب و جگر کے آس پاس

تیری نگاہ اٹھتے ہی صاف تھے دم میں کل پرے

رہتی ہے کیا قضا لگی تیغ نظر کے آس پاس

اس کے حریم ناز میں بار ملے تو کیا ملے

تیر نظر کے پاس ہے تیغ کمر کے آس پاس

مجھ کو ملا کے خاک میں خاک بھی کیا اڑاؤ گے

کرتے ہو دفن کس لئے راہ گزر کے آس پاس

تم ہی کہو وفا پرست ہوتے ہیں بوالہوس کہیں

ہوتے ہیں خار مثل غیر ہر گل تر کے آس پاس

محفل حسن میں وہ بت آتا ہے یوں نظر الگ

بیٹھے ہوں زہرہ مشتری جیسے قمر کے آس پاس

ملکہ آفاق زمانی بیگم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas

Malika Afaq Zamani Begam

phirti hai yun dua meri shama-e-asar ke aas-pas
jaise chakor ho koi shab ko qamar ke aas-pas

tirchhi nazar ke khae hain sine pe tir is qadar
nam ko bhi jagah nahin qalb-o-jigar ke aas-pas

teri nigah uThte hi saf the dam mein kul pare
rahti hai kya qaza lagi tegh-e-nazar ke aas-pas

us ke harim-e-naz mein bar mile to kya mile
tir nazar ke pas hai tegh kamar ke aas-pas

mujh ko mila ke KHak mein KHak bhi kiya uDaoge
karte ho dafn kis liye rahguzar ke aas-pas

tum hi kaho wafa-parast hote hain bul-hawas kahin
hote hain KHar misl-e-ghair har gul-e-tar ke aas-pas

mahfil-e-husn mein wo but aata hai yun nazar alag
baiThe hon zohra mushtari jaise qamar ke aas-pas

(407) ووٹ وصول ہوئے

You can read Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas written by Malika Afaq Zamani Begam at UrduPoint. Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas is one of the masterpieces written by Malika Afaq Zamani Begam. You can also find the complete poetry collection of Malika Afaq Zamani Begam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malika Afaq Zamani Begam' above.

Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phirti Hai Yun Dua Meri Shama-e-asar Ke Aas-pas, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.