Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun, Urdu Ghazal By Malika Afaq Zamani Begam

Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malika Afaq Zamani Begam. Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیست میں منظر فنا اس نے دکھا دیا کہ یوں

ملکہ آفاق زمانی بیگم

زیست میں منظر فنا اس نے دکھا دیا کہ یوں

لکھ کے ہمارے نام کو خود ہی مٹا دیا کہ یوں

میں نے کہا کہ طور پر غش ہوئے کس طرح کلیم

سن کے حریم ناز کا پردہ اٹھا دیا کہ یوں

شور مچا ہے کس لئے فتنہ ہوئے ہیں کیوں بپا

ان کے خرام ناز نے مجھ کو بتا دیا کہ یوں

میں نے کہا کہ ابر میں آتا ہے چاند کس طرح

چھوڑ کے منہ پہ کاکلیں اس نے دکھا دیا کہ یوں

فکر یہ تھی کہ بعد مرگ کیسے ہو عاشقوں پہ ظلم

آ کے چراغ قبر کو اس نے بجھا دیا کہ یوں

دیکھ کے خط شوق میں سوزش دل کی داستاں

نامے کو میرے اے آفاقؔ اس نے جلا دیا کہ یوں

ملکہ آفاق زمانی بیگم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun

Malika Afaq Zamani Begam

zist mein manzar-e-fana us ne dikha diya ki yun
likh ke hamare nam ko KHud hi miTa diya ki yun

main ne kaha ki tur par ghash hue kis tarah kalim
sun ke harim-e-naz ka parda uTha diya ki yun

shor macha hai kis liye fitne hue hain kyon bapa
un ke KHiram-e-naz ne mujh ko bata diya ki yun

main ne kaha ki abr mein aata hai chand kis tarah
chhoD ke munh pe kakulen us ne dikha diya ki yun

fikr ye thi ki baad-e-marg kaise ho aashiqon pe zulm
aa ke charagh-e-qabr ko us ne bujha diya ki yun

dekh ke KHatt-e-shauq mein sozish-e-dil ki dastan
name ko mere ai 'afaq' us ne jala diya ki yun

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun written by Malika Afaq Zamani Begam at UrduPoint. Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun is one of the masterpieces written by Malika Afaq Zamani Begam. You can also find the complete poetry collection of Malika Afaq Zamani Begam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malika Afaq Zamani Begam' above.

Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zist Mein Manzar-e-fana Usne Dikha Diya Ki Yun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.