Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna, Urdu Ghazal By Malika Naseem

Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malika Naseem. Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سلگتی شام کی دہلیز پر جلتا دیا رکھنا

ملکہ نسیم

سلگتی شام کی دہلیز پر جلتا دیا رکھنا

ہماری یاد کا خوابوں سے اپنے سلسلہ رکھنا

صدا بن کر گھٹا بن کر فضا بن کر صبا بن کر

نہ جانے کب میں آ جاؤں دریچہ تم کھلا رکھنا

انہیں راہوں سے لوٹوں گی نہ آؤں یہ بھی ممکن ہے

مگر تم ریت پر محفوظ اپنے نقش پا رکھنا

نہ پڑھ لے کوئی تحریریں تمہارے زرد چہرے کی

در و دیوار گھر کے شوخ رنگوں سے سجا رکھنا

جو بہنیں مفلسی سے بھائیوں پر بوجھ بنتی ہیں

وہ مر جائیں تو ان کے ہاتھ میں شاخ حنا رکھنا

ملکہ نسیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna

Malika Naseem

sulagti sham ki dahliz par jalta diya rakhna
hamari yaad ka KHwabon se apne silsila rakhna

sada ban kar ghaTa ban kar faza ban kar saba ban kar
na jaane kab main aa jaun daricha tum khula rakhna

inhin rahon se lauTungi na aaun ye bhi mumkin hai
magar tum ret par mahfuz apne naqsh-e-pa rakhna

na paDh le koi tahriren tumhaare zard chehre ki
dar-o-diwar ghar ke shoKH rangon se saja rakhna

jo bahnen muflisi se bhaiyon par bojh banti hain
wo mar jaen to un ke hath mein shaKH-e-hina rakhna

(611) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna written by Malika Naseem at UrduPoint. Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna is one of the masterpieces written by Malika Naseem. You can also find the complete poetry collection of Malika Naseem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malika Naseem' above.

Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sulagti Sham Ki Dahliz Par Jalta Diya Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.