Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam, Urdu Ghazal By Malikzaada Manzoor Ahmad

Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malikzaada Manzoor Ahmad. Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ غم جاناں کچھ غم دوراں دونوں میری ذات کے نام

ملک زادہ منظور احمد

کچھ غم جاناں کچھ غم دوراں دونوں میری ذات کے نام

ایک غزل منسوب ہے اس سے ایک غزل حالات کے نام

موج بلا دیوار شہر پہ اب تک جو کچھ لکھتی رہی

میری کتاب زیست کو پڑھیے درج ہیں سب صدمات کے نام

گرتے خیمے جلتی طنابیں آگ کا دریا خون کی نہر

ایسے منظم منصوبوں کو دوں کیسے آفات کے نام

اس کی گلی سے مقتل جاں تک مسجد سے مے خانے تک

الجھن پیاس خلش تنہائی کرب زدہ لمحات کے نام

صحرا زنداں طوق سلاسل آتش زہر اور دار و رسن

کیا کیا ہم نے دے رکھے ہیں آپ کے احسانات کے نام

روشن چہرہ بھیگی زلفیں دوں کس کو کس پر ترجیح

ایک قصیدہ دھوپ کا لکھوں ایک غزل برسات کے نام

جن کے لیے مر مر کے جئے ہم کیا پایا ان سے منظورؔ

کچھ رسوائی کچھ بدنامی ہم کو ملی سوغات کے نام

ملک زادہ منظور احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam

Malikzaada Manzoor Ahmad

kuchh gham-e-jaanan kuchh gham-e-dauran donon meri zat ke nam
ek ghazal mansub hai us se ek ghazal haalat ke nam

mauj-e-bala diwar-e-shahr pe ab tak jo kuchh likhti rahi
meri kitab-e-zist ko paDhiye darj hain sab sadmat ke nam

girte KHeme jalti tanaben aag ka dariya KHun ki nahr
aise munazzam mansubon ko dun kaise aafat ke nam

us ki gali se maqtal-e-jaan tak masjid se mai-KHane tak
uljhan pyas KHalish tanhai karb-zada lamhat ke nam

sahra zindan tauq salasil aatish zahr aur dar o rasan
kya kya hum ne de rakhe hain aap ke ehsanat ke nam

raushan chehra bhigi zulfen dun kis ko kis par tarjih
ek qasida dhup ka likkhun ek ghazal barsat ke nam

jin ke liye mar mar ke jiye hum kya paya un se 'manzur'
kuchh ruswai kuchh badnami hum ko mili saughat ke nam

(550) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam written by Malikzaada Manzoor Ahmad at UrduPoint. Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam is one of the masterpieces written by Malikzaada Manzoor Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Malikzaada Manzoor Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malikzaada Manzoor Ahmad' above.

Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Gham-e-jaanan Kuchh Gham-e-dauran Donon Meri Zat Ke Nam, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.