Andhe Gunge Bahre Log, Urdu Ghazal By Malikzada Javed

Andhe Gunge Bahre Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Malikzada Javed. Andhe Gunge Bahre Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Andhe Gunge Bahre Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اندھے گونگے بہرے لوگ

ملک زادہ جاوید

اندھے گونگے بہرے لوگ

اجلے کپڑے میلے لوگ

کم عمری میں سنتے ہیں

مر جاتے ہیں اچھے لوگ

بھاگ رہے ہیں دنیا میں

پاؤں کو سر پہ رکھے لوگ

رستے میں مل جاتے ہیں

تتلی کے پر جیسے لوگ

آئینوں کو لے کر ساتھ

پھرتے ہیں بے چہرے لوگ

مہنگے گھر میں رہتے ہیں

برف کے جیسے ٹھنڈے لوگ

دور حاضر میں جاویدؔ

کپڑوں میں ہیں ننگے لوگ

ملک زادہ جاوید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Andhe Gunge Bahre Log

Malikzada Javed

andhe gunge bahre log
ujle kapDe maile log

kam-umri mein sunet hain
mar jate hain achchhe log

bhag rahe hain duniya mein
panw ko sar pe rakkhe log

raste mein mil jate hain
titli ke par jaise log

aainon ko le kar sath
phirte hain be-chehre log

mahnge ghar mein rahte hain
barf ke jaise ThanDe log

daur-e-hazir mein 'jawed'
kapDon mein hain nange log

(1201) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Andhe Gunge Bahre Log written by Malikzada Javed at UrduPoint. Andhe Gunge Bahre Log is one of the masterpieces written by Malikzada Javed. You can also find the complete poetry collection of Malikzada Javed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Malikzada Javed' above.

Andhe Gunge Bahre Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like Andhe Gunge Bahre Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.