Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai, Urdu Ghazal By Mamun Aiman

Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mamun Aiman. Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بدلتے وقت کی رفتار کیا ہے

مامون ایمن

بدلتے وقت کی رفتار کیا ہے

محبت اب ترا کردار کیا ہے

زمیں کو چھو رہا ہے آسماں اب

طلب کی راہ میں پیکار کیا ہے

کٹا کر سر بھی مرتا ہی نہیں وقت

ہوا کے ہاتھ میں تلوار کیا ہے

بھلا بیٹھا ہوں میں خود کو بھی لوگو

مرے کاندھوں پہ اب یہ بار کیا ہے

ازل سے ہے مری فطرت میں جھکنا

تو پھر سجدوں سے مجھ کو عار کیا ہے

انا الحق سے ابھی واقف نہیں میں

مجھے معلوم کب ہے دار کیا ہے

مجھے ہے فخر میں خاکی ہوں میری

نظر میں نور کیا ہے تار کیا ہے

صبا سے پوچھتا پھرتا ہوں ایمنؔ

وفا میں پھول کیا ہے خار کیا ہے

مامون ایمن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai

Mamun Aiman

badalte waqt ki raftar kya hai
mohabbat ab tera kirdar kya hai

zamin ko chhu raha hai aasman ab
talab ki rah mein paikar kya hai

kaTa kar sar bhi marta hi nahin waqt
hawa ke hath mein talwar kya hai

bhula baiTha hun main KHud ko bhi logo
mere kandhon pe ab ye bar kya hai

azal se hai meri fitrat mein jhukna
to phir sajdon se mujh ko aar kya hai

anal-haq se abhi waqif nahin main
mujhe malum kab hai dar kya hai

mujhe hai faKHr main KHaki hun meri
nazar mein nur kya hai tar kya hai

saba se puchhta phirta hun 'aiman'
wafa mein phul kya hai KHar kya hai

(619) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai written by Mamun Aiman at UrduPoint. Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai is one of the masterpieces written by Mamun Aiman. You can also find the complete poetry collection of Mamun Aiman by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mamun Aiman' above.

Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Badalte Waqt Ki Raftar Kya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.