Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain, Urdu Ghazal By Mannan Bijnori

Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mannan Bijnori. Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذائقے پیدا طبیعت میں لچک کرتے ہیں

منّان بجنوری

ذائقے پیدا طبیعت میں لچک کرتے ہیں

آ تجھے واقف قند اور نمک کرتے ہیں

آؤ چلتے ہیں جہاں سازش احباب نہ ہو

دشمنی کا یہ سفر دوستی تک کرتے ہیں

وہ جو انسان کے ہی بس میں ہے اس پر انساں

جانے کس منہ سے شکایات فلک کرتے ہیں

کھلنے ہی والا ہے بس اندھی عقیدت کا بھرم

ہم سے کچھ لوگ بہت چھان‌ پھٹک کرتے ہیں

شرک تو خواب میں بھی ہم سے نہیں ہو سکتا

ہم تو یارب تری قدرت پہ بھی شک کرتے ہیں

منّان بجنوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain

Mannan Bijnori

zaiqe paida tabiat mein lachak karte hain
aa tujhe waqif-e-qand aur namak karte hain

aao chalte hain jahan sazish-e-ahbab na ho
dushmani ka ye safar dosti tak karte hain

wo jo insan ke hi bas mein hai us par insan
jaane kis munh se shikayat-e-falak karte hain

khulne hi wala hai bas andhi aqidat ka bharam
hum se kuchh log bahut chhan-phaTak karte hain

shirk to KHwab mein bhi hum se nahin ho sakta
hum to ya-rab teri qudrat pe bhi shak karte hain

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain written by Mannan Bijnori at UrduPoint. Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain is one of the masterpieces written by Mannan Bijnori. You can also find the complete poetry collection of Mannan Bijnori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mannan Bijnori' above.

Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zaiqe Paida Tabiat Mein Lachak Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.