Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai, Urdu Ghazal By Mannan Qdeer Mannan

Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mannan Qdeer Mannan. Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے مجھ کو اندازہ کھل بھی سکتا ہے

منان قدیر منان

ہے مجھ کو اندازہ کھل بھی سکتا ہے

دستک پر دروازہ کھل بھی سکتا ہے

ہجر میں تم محتاط رہو تو بہتر ہے

کیونکہ زخم ہے تازہ کھل بھی سکتا ہے

سونے والوں کو معلوم نہیں شاید

خوابوں کا خمیازہ کھل بھی سکتا ہے

اتنا بھی محتاط نہیں ہوتا یہ دوست

رخساروں پر غازہ کھل بھی سکتا ہے

سناٹا اب اتنا بھی بے درد نہیں

چپ پر یہ آوازہ کھل بھی سکتا ہے

کیسے عشق کا ہر جانب منان قدیرؔ

بکھرا ہے شیرازہ کھل بھی سکتا ہے

منان قدیر منان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai

Mannan Qdeer Mannan

hai mujh ko andaza khul bhi sakta hai
dastak par darwaza khul bhi sakta hai

hijr mein tum mohtat raho to behtar hai
kyunki zaKHm hai taza khul bhi sakta hai

sone walon ko malum nahin shayad
KHwabon ka KHamyaza khul bhi sakta hai

itna bhi mohtat nahin hota ye dost
ruKHsaron par ghaza khul bhi sakta hai

sannaTa ab itna bhi be-dard nahin
chup par ye aawaza khul bhi sakta hai

kaise ishq ka har jaanib ‘mannan-qadir’
bikhra hai shiraaza khul bhi sakta hai

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai written by Mannan Qdeer Mannan at UrduPoint. Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai is one of the masterpieces written by Mannan Qdeer Mannan. You can also find the complete poetry collection of Mannan Qdeer Mannan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mannan Qdeer Mannan' above.

Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Mujhko Andaza Khul Bhi Sakta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.