Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae, Urdu Ghazal By Manoj Azhar

Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manoj Azhar. Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں چار دن کی بہاروں کے قرض اتارے گئے

منوج اظہر

یوں چار دن کی بہاروں کے قرض اتارے گئے

تمہارے بعد کے موسم فقط گزارے گئے

ذرا سی دور تو سیلاب کے سہارے گئے

بھنور میں الجھے تو پھر ہاتھ پانو مارے گئے

صدا کا دیر تلک گونجنا بہت بھایا

پھر ایک نام بیاباں میں ہم پکارے گئے

چھپا چھپا کے جو راتوں نے خواب رکھے تھے

وہ سارے دن کے اجالوں کے ہاتھ مارے گئے

کچھ ایک چہرے مری چشم تر میں تیرتے ہیں

کچھ اک سفینے ابھی تک نہ پار اتارے گئے

منوج اظہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae

Manoj Azhar

yun chaar din ki bahaaron ke qarz utare gae
tumhaare baad ke mausam faqat guzare gae

zara si dur to sailab ke sahaare gae
bhanwar mein uljhe to phir hath panw mare gae

sada ka der talak gunjna bahut bhaya
phir ek nam bayaban mein hum pukare gae

chhupa chhupa ke jo raaton ne KHwab rakkhe the
wo sare din ke ujalon ke hath mare gae

kuchh ek chehre meri chashm-e-tar mein tairte hain
kuchh ek safine abhi tak na par utare gae

(597) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae written by Manoj Azhar at UrduPoint. Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae is one of the masterpieces written by Manoj Azhar. You can also find the complete poetry collection of Manoj Azhar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manoj Azhar' above.

Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Chaar Din Ki Bahaaron Ke Qarz Utare Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.