Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane, Urdu Ghazal By Mansoor Ejaz

Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Ejaz. Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا مقدر میں ہے خدا جانے

منصور اعجاز

کیا مقدر میں ہے خدا جانے

نیند میں چل رہے ہیں دیوانے

صنعتیں شہر میں اجاڑیں گی

گاؤں تو کر دئے ہیں ویرانے

میں نے سچ بولنے کی ٹھانی ہے

کوئی آئے نہ مجھ کو سمجھانے

میری آنکھوں میں یہ نمی کیسی

کون رویا ہے میرے سرہانے

ظرف اول ہے عشق میں منصورؔ

انگلیاں کاٹ لیں زلیخا نے

منصور اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane

Mansoor Ejaz

kya muqaddar mein hai KHuda jaane
nind mein chal rahe hain diwane

sanaten shahar mein ujaDengi
ganw to kar diye hain virane

main ne sach bolne key Thani hai
koi aae na mujh ko samjhane

meri aankhon mein ye nami kaisi
kaun roya hai mere sirhane

zarf awwal hai ishq mein 'mansur'
ungliyan kaT lin zuleKHa ne

(458) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane written by Mansoor Ejaz at UrduPoint. Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane is one of the masterpieces written by Mansoor Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Ejaz' above.

Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Muqaddar Mein Hai KHuda Jaane, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.