Dariya Dariya Pani Hai, Urdu Ghazal By Mansoor Umar

Dariya Dariya Pani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Umar. Dariya Dariya Pani Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dariya Dariya Pani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دریا دریا پانی ہے

منصور عمر

دریا دریا پانی ہے

جیون ایک کہانی ہے

پھول کھلے ہیں دل میں پھر

تیری یاد سہانی ہے

تلسی تیرے آنگن کی

میرے گھر کی رانی ہے

جوبن اس کا گدرایا

رنگ چنر کا دھانی ہے

اس کو تنہا مت چھوڑو

لڑکی ذات سیانی ہے

لب پر اس کے چپ سی اور

آنکھوں میں طغیانی ہے

دے کے واپس مانگ لیا

تو بھی کیسا دانی ہے

خود سے بے بہرہ ہے جو

وہ بھی ایک گیانی ہے

سب کا خالق مالک تو

کوئی نہ تیرا ثانی ہے

دنیا کا مت ہو منصورؔ

یہ دنیا تو فانی ہے

منصور عمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dariya Dariya Pani Hai

Mansoor Umar

dariya dariya pani hai
jiwan ek kahani hai

phul khile hain dil mein phir
teri yaad suhani hai

tulsi tere aangan ki
mere ghar ki rani hai

joban us ka gadraya
rang chunar ka dhani hai

us ko tanha mat chhoDo
laDki zat siyani hai

lab par us ke chup si aur
aankhon mein tughyani hai

de ke wapas mang liya
tu bhi kaisa dani hai

KHud se be-bahra hai jo
wo bhi ek giyani hai

sab ka KHaliq malik tu
koi na tera sani hai

duniya ka mat ho 'mansur'
ye duniya to fani hai

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dariya Dariya Pani Hai written by Mansoor Umar at UrduPoint. Dariya Dariya Pani Hai is one of the masterpieces written by Mansoor Umar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Umar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Umar' above.

Dariya Dariya Pani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dariya Dariya Pani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.