Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai, Urdu Ghazal By Manzar Hashmi

Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Hashmi. Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رات دن اس کے سوا کیا کام ہے

منظر ہاشمی

رات دن اس کے سوا کیا کام ہے

میرے ہونٹوں پر کسی کا نام ہے

مل گیا مجھ کو وفاؤں کا صلہ

آپ کے ہونٹوں پہ میرا نام ہے

جسم مٹی کا تھا مٹی میں ملا

زندگی کا بس یہی انجام ہے

ہم سے پوچھو اس کی یادوں کا اثر

سیکڑوں غم ہیں مگر آرام ہے

کیوں زباں کھولی تھی سب کے سامنے

ان کا مجھ پر بس یہی الزام ہے

مر کے مومن کو ملا منظرؔ سکوں

قبر میں آرام ہی آرام ہے

منظر ہاشمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai

Manzar Hashmi

raat-din is ke siwa kya kaam hai
mere honTon par kisi ka nam hai

mil gaya mujh ko wafaon ka sila
aap ke honTon pa mera nam hai

jism miTTi ka tha miTTi mein mila
zindagi ka bas yahi anjam hai

hum se puchho us ki yaadon ka asar
saikDon gham hain magar aaram hai

kyon zaban kholi thi sab ke samne
un ka mujh par bas yahi ilzam hai

mar ke momin ko mila 'manzar' sukun
qabr mein aaram hi aaram hai

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai written by Manzar Hashmi at UrduPoint. Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai is one of the masterpieces written by Manzar Hashmi. You can also find the complete poetry collection of Manzar Hashmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Hashmi' above.

Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Raat-din Is Ke Siwa Kya Kaam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.