Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye, Urdu Ghazal By Manzar Naqvi

Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Naqvi. Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیار عشق میں آتے کبھو رتوں کے لیے

منظر نقوی

دیار عشق میں آتے کبھو رتوں کے لیے

بھٹکتے پھرتے ہو کیوں تم مہورتوں کے لیے

نہ جانے کونسے لمحوں کے انتظار میں ہو

ذرا بھی وقت نہیں ہے کدورتوں کے لیے

کسی کسی کو ہے معلوم درد اندر کا

کہ ہم تو ہنستے رہے خوب صورتوں کے لیے

بہت ہیں چاہنے والے گھمنڈ رکھتے ہو

ہمیں بھی چاہا تھا سب نے ضرورتوں کے لیے

ہمارے چہرے پہ کچھ خال نقش ہیں منظرؔ

بہت ضروری ہیں آیات صورتوں کے لیے

منظر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye

Manzar Naqvi

dayar-e-ishq mein aate kabhu ruton ke liye
bhaTakte phirte ho kyon tum mahuraton ke liye

na-jaane kaun-se lamhon ke intizar mein ho
zara bhi waqt nahin hai kuduraton ke liye

kisi kisi ko hai malum dard andar ka
ki hum to hanste rahe KHub-suraton ke liye

bahut hain chahne wale ghamanD rakhte ho
hamein bhi chaha tha sab ne zaruraton ke liye

hamare chehre pe kuchh KHal-e-naqsh hain 'manzar'
bahut zaruri hain aayat suraton ke liye

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye written by Manzar Naqvi at UrduPoint. Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye is one of the masterpieces written by Manzar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Manzar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Naqvi' above.

Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dayar-e-ishq Mein Aate Kabhu Ruton Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.