Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Manzar Saleem

Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Saleem. Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جسم کے نیزے پر جو رکھا ہے

منظر سلیم

جسم کے نیزے پر جو رکھا ہے

اس مرے سر میں جانے کیا کیا ہے

بت بنایا مرے ہنر نے مجھے

میرے ہاتھوں نے مجھ کو توڑا ہے

بستیاں اجڑی ہیں تو سناٹا

میری آواز میں سمایا ہے

میں بھی بے جڑ کا پیڑ ہوں شاید

مجھ کو بھی ڈر ہوا سے لگتا ہے

شہر میں کچھ عمارتوں کے سوا

اب مرا کون ملنے والا ہے

کہنے سننے کو کچھ نہیں باقی

ملنا جلنا عجب سا لگتا ہے

منظر سلیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai

Manzar Saleem

jism ke neze par jo rakkha hai
us mere sar mein jaane kya kya hai

but banaya mere hunar ne mujhe
mere hathon ne mujh ko toDa hai

bastiyan ujDi hain to sannaTa
meri aawaz mein samaya hai

main bhi be-jaD ka peD hun shayad
mujh ko bhi Dar hawa se lagta hai

shahr mein kuchh imaraton ke siwa
ab mera kaun milne wala hai

kahne sunne ko kuchh nahin baqi
milna-julna ajab sa lagta hai

(631) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai written by Manzar Saleem at UrduPoint. Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Manzar Saleem. You can also find the complete poetry collection of Manzar Saleem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Saleem' above.

Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jism Ke Neze Par Jo Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.