Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya, Urdu Ghazal By Manzoor Ali Rahi

Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzoor Ali Rahi. Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دور کا ہر آدمی عیار ہو گیا

منظور علی راہی

اس دور کا ہر آدمی عیار ہو گیا

اپنا ضمیر بیچ کے سردار ہو گیا

خدمت کی فکر ہے نہ کسی کا ذرا خیال

خادم ہماری قوم کا غدار ہو گیا

سمجھو کہ خوف اس کو بھی چنگاریوں کا ہے

بارود کا جو ملک خریدار ہو گیا

دن رات لٹ رہی ہیں غریبوں کی بستیاں

سرگرم جب سے لوٹ کا بازار ہو گیا

سر چڑھ کے بولتا ہے ہر اک آدمی کے وہ

قبضے میں جس کے آج کا اخبار ہو گیا

اتنی سی بات پر میں اذیت نصیب ہوں

سچائی کا زبان سے اظہار ہو گیا

رہبر لگے ہیں کرنے یہاں رہبری کا کام

راہے ہر ایک راستہ دشوار ہو گیا

منظور علی راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya

Manzoor Ali Rahi

is daur ka har aadmi ayyar ho gaya
apna zamir bech ke sardar ho gaya

KHidmat ki fikr hai na kisi ka zara KHayal
KHadim hamari qaum ka ghaddar ho gaya

samjho ki KHauf us ko bhi chingariyon ka hai
barud ka jo mulk KHaridar ho gaya

din raat luT rahi hain gharibon ki bastiyan
sargarm jab se luT ka bazar ho gaya

sar chaDh ke bolta hai har ek aadmi ke wo
qabze mein jis ke aaj ka aKHbar ho gaya

itni si baat par main aziyyat-nasib hun
sachchai ka zaban se izhaar ho gaya

rahbar lage hain karne yahan rahbari ka kaam
rahe har ek rasta dushwar ho gaya

(621) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya written by Manzoor Ali Rahi at UrduPoint. Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya is one of the masterpieces written by Manzoor Ali Rahi. You can also find the complete poetry collection of Manzoor Ali Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzoor Ali Rahi' above.

Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Daur Ka Har Aadmi Ayyar Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.