Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash, Urdu Ghazal By Maqbool Ahmad Maqbool

Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqbool Ahmad Maqbool. Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے اماں شہر میں اماں کی تلاش

مقبول احمد مقبول

بے اماں شہر میں اماں کی تلاش

تمہیں دن میں ہے کہکشاں کی تلاش

ہوا کرتی ہے ایک اک شے میں

بد گماں ذہن کو گماں کی تلاش

آرزوئے نشاط ہے تم کو

ہمیں سوز غم نہاں کی تلاش

چشم بیتاب و اشک بار کو ہے

پر سکوں پر اماں جہاں کی تلاش

کم نہیں جوئے شیر لانے سے

اس زمانے میں مہرباں کی تلاش

مقبول احمد مقبول

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash

Maqbool Ahmad Maqbool

be-aman shahr mein aman ki talash
tumhein din mein hai kahkashan ki talash

hua karti hai ek ek shai mein
bad-guman zehn ko guman ki talash

aarzu-e-nashat hai tum ko
hamein soz-e-gham-e-nihan ki talash

chashm-e-betab-o-ashk-bar ko hai
pur-sukun pur-aman jahan ki talash

kam nahin ju-e-shir lane se
is zamane mein mehrban ki talash

(403) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash written by Maqbool Ahmad Maqbool at UrduPoint. Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash is one of the masterpieces written by Maqbool Ahmad Maqbool. You can also find the complete poetry collection of Maqbool Ahmad Maqbool by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqbool Ahmad Maqbool' above.

Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-aman Shahr Mein Aman Ki Talash, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.