Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya, Urdu Ghazal By Maqbool Naqsh

Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqbool Naqsh. Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کا اک اک داغ شمع زیر داماں ہو گیا

مقبول نقش

دل کا اک اک داغ شمع زیر داماں ہو گیا

ہم جہاں پہنچے وہیں جشن چراغاں ہو گیا

چاک دل کی بات تھی چاک جگر کی بات تھی

مفت میں رسوا مرا چاک گریباں ہو گیا

رقص کر یوں ایک اک بند عناصر ٹوٹ جائے

اے جنوں پابندیوں سے دل پریشاں ہو گیا

کس سے پوچھوں ارتقا کی کون سی منزل ہے یہ

آدمی خود آدمی کا دشمن جاں ہو گیا

چھوڑیئے افسانہ‌ٔ انساں کو انساں اب کہاں

وہ تو بیچارہ ہلاک کفر و ایماں ہو گیا

پھول محروم تبسم اور صبا معذور رقص

یہ گلستاں کیا ہوا اے نقشؔ زنداں ہو گیا

مقبول نقش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya

Maqbool Naqsh

dil ka ek ek dagh sham-e-zer-e-daman ho gaya
hum jahan pahunche wahin jashn-e-charaghan ho gaya

chaak-e-dil ki baat thi chaak-e-jigar ki baat thi
muft mein ruswa mera chaak-e-gareban ho gaya

raqs kar yun ek ek band-e-anasir TuT jae
ai junun pabandiyon se dil pareshan ho gaya

kis se puchhun irtiqa ki kaun si manzil hai ye
aadmi KHud aadmi ka dushman-e-jaan ho gaya

chhoDiye afsana-e-insan ko insan ab kahan
wo to bechaara halak-e-kufr-o-iman ho gaya

phul mahrum-e-tabassum aur saba mazur-e-raqs
ye gulistan kya hua ai 'naqsh' zindan ho gaya

(701) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya written by Maqbool Naqsh at UrduPoint. Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya is one of the masterpieces written by Maqbool Naqsh. You can also find the complete poetry collection of Maqbool Naqsh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqbool Naqsh' above.

Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ka Ek Ik Dagh Sham-e-zer-e-daman Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.