Baat Mein Baat Paida Kar Dena, Urdu Ghazal By Maqsood Nashtari

Baat Mein Baat Paida Kar Dena is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqsood Nashtari. Baat Mein Baat Paida Kar Dena comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baat Mein Baat Paida Kar Dena on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بات میں بات پیدا کر دینا

مقصود نشتری

بات میں بات پیدا کر دینا

اے خدا مجھ کو یہ ہنر دینا

ایک میرا نہیں زمانے میں

کاسۂ رزق سب کا بھر دینا

ہر طرف تو ہی تو نظر آئے

اے خدا مجھ کو وہ نظر دینا

دشمنوں کے دلوں کو موم کریں

میری باتوں میں وہ اثر دینا

جو ہیں مجبور ان کو اے مولا

صاحب اقتدار کر دینا

حوصلہ عزم اور صبر و رضا

دامن زندگی میں بھر دینا

یہ دعا ہے کہ اے خدائے رحیم

پرکشش میری ذات کر دینا

دل کرے گا غموں سے سمجھوتہ

مجھ کو مقصودؔ یہ خبر دینا

مقصود نشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baat Mein Baat Paida Kar Dena

Maqsood Nashtari

baat mein baat paida kar dena
ai KHuda mujh ko ye hunar dena

ek mera nahin zamane mein
kasa-e-rizq sab ka bhar dena

har taraf tu hi tu nazar aae
ai KHuda mujh ko wo nazar dena

dushmanon ke dilon ko mom karen
meri baaton mein wo asar dena

jo hain majbur un ko ai maula
sahab-e-eqtidar kar dena

hausla azm aur sabr-o-raza
daman-e-zindagi mein bhar dena

ye dua hai ki ai KHuda-e-rahim
purkashish meri zat kar dena

dil karega ghamon se samjhauta
mujh ko 'maqsud' ye KHabar dena

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baat Mein Baat Paida Kar Dena written by Maqsood Nashtari at UrduPoint. Baat Mein Baat Paida Kar Dena is one of the masterpieces written by Maqsood Nashtari. You can also find the complete poetry collection of Maqsood Nashtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqsood Nashtari' above.

Baat Mein Baat Paida Kar Dena is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baat Mein Baat Paida Kar Dena, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.