Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna, Urdu Ghazal By Maqsood Nashtari

Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maqsood Nashtari. Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور نو کا جو تقاضا ہے نظر میں رکھنا

مقصود نشتری

دور نو کا جو تقاضا ہے نظر میں رکھنا

گردش وقت کو بھی اپنے اثر میں رکھنا

جانے کس موڑ پہ ہو جائے گی دنیا دشمن

ہر قدم سوچ کے تم راہ سفر میں رکھنا

یہ جو انمول گہر زیست کا سرمایہ ہیں

اشک آئیں تو انہیں دیدۂ تر میں رکھنا

راہ دشوار میں کام آئے گی بے شک یہ بھی

باپ اور ماں کی دعا زاد سفر میں رکھنا

میرے لب پر کوئی شکوہ تو نہیں ہے لیکن

اے خدا مجھ کو دعاؤں کے اثر میں رکھنا

دن میں تم دیکھ نہ پاؤ گے کہیں بھی جگنو

رات کا حسن سدا ذہن‌ و نظر میں رکھنا

امتحاں گاہ یہ دنیا ہے کوئی بات نہیں

ذکر معبود کو سانسوں کے سفر میں رکھنا

صبر اور ضبط و تحمل ہیں بہت قیمتی شے

اس کا مقصودؔ تھا دامان بشر میں رکھنا

مقصود نشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna

Maqsood Nashtari

daur-e-nau ka jo taqaza hai nazar mein rakhna
gardish-e-waqt ko bhi apne asar mein rakhna

jaane kis moD pe ho jaegi duniya dushman
har qadam soch ke tum rah-e-safar mein rakhna

ye jo anmol guhar zist ka sarmaya hain
ashk aaen to inhen dida-e-tar mein rakhna

rah-e-dushwar mein kaam aaegi be-shak ye bhi
bap aur man ki dua zad-e-safar mein rakhna

mere lab par koi shikwa to nahin hai lekin
ai KHuda mujh ko duaon ke asar mein rakhna

din mein tum dekh na paoge kahin bhi jugnu
raat ka husn sada zehn-o-nazar mein rakhna

imtihan-gah ye duniya hai koi baat nahin
zikr-e-mabud ko sanson ke safar mein rakhna

sabr aur zabt-o-tahammul hain bahut qimti shai
is ka 'maqsud' tha daman-e-bashar mein rakhna

(524) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna written by Maqsood Nashtari at UrduPoint. Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna is one of the masterpieces written by Maqsood Nashtari. You can also find the complete poetry collection of Maqsood Nashtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maqsood Nashtari' above.

Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Daur-e-nau Ka Jo Taqaza Hai Nazar Mein Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.