Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke, Urdu Ghazal By Maratib Akhtar

Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Maratib Akhtar. Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس سایہ دار پیڑ کو جڑ سے اکھاڑ کے

مراتب اختر

اس سایہ دار پیڑ کو جڑ سے اکھاڑ کے

کیا مل گیا تجھے مری دنیا اجاڑ کے

اب اور انتظار کر اے کھوکھلے بدن

میں آ رہا ہوں مد مقابل پچھاڑ کے

تنہا مجھے بسیط خلا میں اڑا دیا

ہم زاد نے بیاض تسلسل سے پھاڑ کے

کیوں چاند کی طرف ہیں رواں کم نگاہ لوگ

دل کی ردا سے عظمت پستی کو جھاڑ کے

اس خود نما کی رفعت بنیاد دیکھیے

پاؤں زمین بوس ہیں اونچے پہاڑ کے

شہرت کی آگ اصل میں اک نقش دود تھی

بجھ کر بکھر گئی ترا حلیہ بگاڑ کے

مراتب اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke

Maratib Akhtar

is saya-dar peD ko jaD se ukhaD ke
kya mil gaya tujhe meri duniya ujaD ke

ab aur intizar kar ai khokhle badan
main aa raha hun madd-e-muqabil pachhaD ke

tanha mujhe basit KHala mein uDa diya
ham-zad ne bayyaz-e-tasalsul se phaD ke

kyun chand ki taraf hain rawan kam-nigah log
dil ki rida se azmat-e-pasti ko jhaD ke

is KHud-numa ki rifat-e-buniyaad dekhiye
panw zamin-bos hain unche pahaD ke

shohrat ki aag asl mein ek naqsh-e-dud thi
bujh kar bikhar gai tera huliya bigaD ke

(685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke written by Maratib Akhtar at UrduPoint. Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke is one of the masterpieces written by Maratib Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Maratib Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Maratib Akhtar' above.

Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Saya-dar PeD Ko JaD Se UkhaD Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.